Adhuri Yaadein | Incomplete Memories 💔
Kabhi kabhi lagta hai sab kuch wahi thehar gaya hai, Jahan tumne aakhiri baar mud kar dekha tha. Waqt toh aage badh gaya, par ye dil aaj bhi usi raah par khada hai... bas ek aas mein.
कभी कभी लगता है सब कुछ वहीं ठहर गया है, जहां तुमने आखिरी बार मुड़ कर देखा था। वक़्त तो आगे बढ़ गया, पर ये दिल आज भी उसी राह पर खड़ा है... बस एक आस में।
Hum apni manzil ki taraf nikal toh gaye, aur duniya ko lagta hai ki hum khush hain. Par sach kahu toh, aaj bhi akelepan mein har kissa tera hi yaad aata hai. Vo muskurana, vo baatein karna, aur phir achanak se sab badal jana.
Mohabbat toh sachi thi, shayad kismat ne hi bewafai kar di.
ek dewana tha, #BROKEN HEART, #SadQuotes, #HindiShayari, #LoveQuotes
0 Comments
thanks for comment on my Post........#sahilrana